Role-play shopping for vegetables

Role-play shopping for vegetables

Shopping for vegetables.

Talk to your partner and you can substitute vegetables.

Suggestions: bhindi, lauki, adrak, pyaaj, aloo, kheera, tamatar, kela, dhaniya, kaddu,

Grahak: bhaiyya, matar kitne ki hai?

Dukaandaar: 50 rupay kilo.

Grahak: accha! Baingan kaise hain?

Dukaandaar: wo bhi 50 rupay kilo.

Grahak: kaddu kaise hain?

Dukaandaar: wo bhi 50 rupay kilo.

Grahak: sab sabziyan 50 rupay kilo hain?

Dukaandaar: mirchi 20 rupay paav hai.

Grahak: mujhe ek kilo matar do aur aadaa kilo tamatar bhi.

Dukaandaar: theek hai. Ye lo.

Grahak: bhaiyya! Sattar lagaa lo.

Dukaandaar: theek hai. De lo.

You may also like...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *